INTERVIEW
Interview ekk esa staan hai jaha par sabal puchha jata hai apko answer denaa padta hai . Interview face to face kia jata hai . Now digital ki jamane mai interview different tarike se ho sakta hai jese phone call , live video call se sambhab hai . Iss compitition ki samaye mai interview par sucess panaa bohot muskil ho chuka hai . Ekk private job karne mai vi apko badi se badi interview sabal ka samnaa karni padti hai . Kese interview ke liye prepair kare in tips ko padhe .
SUCESS INTERVIEW TIPS :-
1 - Jis company ke pass interview ke liye jaa rahe hai uss company ka bare mai jankri lene ki kosish kare .
2 - Jis post ke liye interview dene wale hai usse post se adhik jakri le apko pata hona chhiye uss post ka responsibilty and work kya hai .
3 - Apke qulification and bio-data ki copy pehele se ready rakhe .
4 - Dress code normal pehen kar jaye . App formal dress code use kar sakte hai .
5 - Interview dene se pehele khud ke bare mai aur apni family ke bare mai english , hindi and your local language pe bolne ki partice kare .
6 - Interview pe puche gaye sabal ko clearly achhi tarha answer de . Apki language profesaional hona chahiye .
7 - Bolne ki tarika answaer dene waqt smile karke normaly answar de .
8 - Har sabal ki jabab peheli bar mai dene ki kosish kare .
9 - Agar app unki sabal nehi suun pate hai sorry bole dubara puchhe .
10 - Sabal suneke baad silinet naa rahe agar apko ans nehi ati hai . Apni local language mai bolo kar mange kare lekin chup na rahe . Chup rehene se reject ho jaogi .
11 - Jarurat se jyada naa bole jitna question utna answaer de .
12 - Apka every answer ka word normal , positive and professional hona chahiye .
13 - Computer typeing ki knowledge rakhe .
INTERVIEW MAI KIS TARHE KI SABAL PUCHHA JATA HAI :-
1 - What is your name / Apka nam kya hai .
2 - What is your qulification / apka qulification kya hai .
3 - kya pehele kabhi kisi company pe kam kie thhe ( sahi ans de ) .
4 - Agr yes hai tao uss company kiyu chhod diye ( positive ans dene ki kosish kare negative word pichhle company ke ware mai naa bole ) .
5 - Iss company pe kiyu join karna chhahte hai . ( kuch naya karne ki ya carrior bane ke liye , mere liye ye sahi platform hai ) .
6 - Iss room ke bare mai 5 line english / hindi mai boliye .
7 - Iss company ke sath kitne din kam karenge .
8 - Abhi kya kam kar rahe hai ( agr app padhai kar te hai apka complite hui qulification ke bare mai batay . lekin padhai continue karte hai naa bole . unko lagega ki app isa kaam ke liye samay nehi de paynge aur apko reject kar denge ) .
9 - Bohot interview mai english ko hindi se ya hindi se english ya apki local language ko english mai translate karn le liye bolte hai .
Interview se judi sabal ki answer ko khud prepair ya describe kare .
Interview reletec adhik jankari ke liye nichhe comment box pe comment kar sakte hai .