Website Kaise Banaye | Google Pe Website Banakar Post Kaise likhe Full Guide. ~ Digital Day

Website Kaise Banaye | Google Pe Website Banakar Post Kaise likhe Full Guide.


Blogger google kaa ekk part hai jaha par free mai website banaa sakte hai. Blogger se website banaane  ke liye apko gmail account ki jarurat padegi.

Gmail google kaa banaya hua part hai , jis ke jariye google ki saare service ko direct acess kar sakte hai.

Blog ki policy bohot strong hai aur ye policy sabse bade bhumika nibhate hai. In policy ko paalan karnaa chahiye . Blogger pe website kese banaate hai iss step ko follow kare.

BLOGGER PAR WEBSITE KESE BANAYE :

Dosto blogger par website banana bahut simple hai agar aapko HTML ki coding language nahi aati hai phir bhi aap blogger par website Banakar post likh sakte hain.

Aur aap ki post ko publish Karke Duniya Ke Samne rakh sakte hain. website Kaise create karte hai in tips ko follow kare.

1 -  Open Blogger website Click here .

Blogger

2 -
Sign in your gmail account .


3 - Create your blog or New blog ke upar click kare. Blog ki tittle (Naam) likhe.

Ex - Latest News

4 - Bolg ki address enter kare jo avilable likhe. Dosto blogger par Lakhon log Pehele se hi website Bana Chuke Hai To Aisa Koi words Likhe Jo available likhe.

Ex - latestnewsindia21

5 - Theme  select kare & create blog ke upar click kare. Apni man pasand them select kare and create blog ke upar click kare.
Create new website

6 -Website sucessfully create ho jayegi
congratulations aap ki website sucessfully
Open ho Chuki hai. Abhi app New post likh
kar publish Kar sakte hai.

Ex : Your blog address - latestnewsindia21.blogspot.com


7 - Blog ki content policy vi padh sakte hai. Aur new post publish kar sakte hai.
Blogger ki rules bhi aap ko padh Lena chahiye Taki future mein aap ko koi problem Na Ho.


BLOG KI SETTING KESE KARE :

Dosto blog ko jeetna achi Tarah Se customise Karenge uthna acha ranking badhegi ranking Badhnase Google par Hamare post 3 ya 4 no pe show hoga.

Dosto Hum Apni website ki address, Naam, Sabhi chijiye changes kar sakte hain. Achi them use kar ke blog ko ekk achhi look de sakte hai. Jitni achhi look hogi visiters pasand karenge.

Aur hamari blog ranking hogi. Inn tips par apko setting ki immportant option bataya gaya hai. Inn tips ko follow karke Apne blog ki ranking badha sakte hain.


Blog ki setting kaise kare ?
Go to Setting option.

Blogger setting besic


BESIC 

Tittle -  yaha par app blog ki tittle change kar sakte hai.

Blog address - Blog ki address ko change kar sakte hai. Aur ekk top level domain buy karke yahi selaga sakte hai.

Description - Description par apki blog ko achhi tarhe se likh sakte hai. Blog par kya jankari app post karte hai.

https - https ko yes kare. https yes karne se apki blog ranking hoti hai. aur ese site googke ko vi pasnad ata hai.

Blog authors - yha par app kisi new people ko uski mail ke jariye usko apki blog par post likhne ke liye anumati de sakte ho.

Blog readers - Iss option ko publick hi rehene de.

Blog setting post, comments and sharing


POST, COMMENTS AND SHARING

Post - Post option par apki blog ke home page par kitni post ekk bar mai dikhayega. Yaha par app chnages vi kar sakte hai.

Comments - Iss option appki website pe konsi user comment kar skta hai. Apke pass 3 option ke app kisi ekk ko select kare. Aur setting save kare.

EMAILS

Emails - iss option pe appki blog pe jo activity hogi app uss ka jankari apke email pe notification paa sakte hai. App chahe tao ise disable vi kar sakte hai.

Blog setting language and formatting

LANGUAGE AND FORMATTING

Language - yaha par apki blog ki language set kar sakte hai.Yaha par apko bohot sare language mil jate hai.

Formatting - Iss option pe apki country ki time zone select karni hoti hai.
India ke liye +05.30 india standrad time select kare.Aur save kare.

Blog setting search preferance

SEARCH PREFERANCES

Meta tags - yaha par apko apni blog ke liye 150 character mai words likh sakte hai. Iss option yes karne se apko post mai vi search description option active hoti hai.

Errors and redirections - yaha par apko 2 option milte hai jisko vi apko edit karni hoti hai. Agar app edit nehi kar pate isko chod sakte hai.

A) Custom page not found - Agar koi page publish Karke kuch din ke baad usko remove kar dete Hain.Tao wo page Google par remove hone ke liye kuch time lagta hai.

Aur apki post goofle par show Hota Hai. Uss post ke upar agr koi click  karta hai. Tao error ati hai. Uss error ke Badle hum kuch aur likh sakte hain. Iss option pe set kar sakte hai.

B) Custom Redirects - iss option pe blog ki kis ekk page ko dusre page ko redirect kar sakte hai.

Google search console - Iss option Pe Hum Apni blog ko Google search engine par submit kar sakte hain.

A) costume robot txts - Iss option Par Hum aoni blog ka kisi vi post ko Google par show hone se rok sakte hain.

B) custom robot header tags - Iss option Par blog ko Google par Kya index karega app setkar sakte hai. aap dekh sakte hai image par kaise set Kiya gaya hai.aap Chahe tao isse changes bhi kar sakte hain.

Blogger setting other

OTHER

Delate blog - iss option par aap apni blog ko delete kar sakte hain.

Blogger par website banana bahut Aasan aur simple hai. Yaha par aap post likhkar publish kar ke apki likhi hui bate ko Duniya Ke Samne Rakh sakte hain.


yeah post aapko kaisa laga kya aapko helpful Raha.ya hame Koi Sawal karna chahte hai comment box par comment kar sakte hain.

10 Comments

  1. This particular papers fabulous, and My spouse and i enjoy each of the perform that you have placed into this. I’m sure that you will be making a really useful place. I has been additionally pleased. Good perform! realizzazione e commerce san marino

    ReplyDelete
  2. There are some which are single layout based. You are going to want a layout that is not too busy that it detracts from the purpose of your website which is the content on it.https://medijo.lt/tentai/

    ReplyDelete
  3. Hello
    Such a great and informative article. Thanks for sharing

    ReplyDelete
  4. I’ve read some good stuff here. Definitely worth bookmarking for revisiting. I surprise how much effort you put to create such a great informative website. Hosting Articles

    ReplyDelete
  5. Hello, I have browsed most of your posts. This post is probably where I got the most useful information for my research. Thanks for posting, maybe we can see more on this. Are you aware of any other websites on this subject. Buy Fack Google Reviews

    ReplyDelete
  6. Your website is really cool and this is a great inspiring article. Thank you so much. Buy Google Reviews Positive,

    ReplyDelete
  7. The basic and general idea is very simple. Add more buy google reviews , more photos, new locations in Google Maps. But keep in mind that all the reviews are honest and true to the core. Just to earn points one shouldn't be promoting a really bad place.

    ReplyDelete
  8. Machine Learning Projects for Final Year machine learning projects for final year

    Deep Learning Projects assist final year students with improving your applied Deep Learning skills rapidly while allowing you to investigate an intriguing point. Furthermore, you can include Deep Learning projects for final year into your portfolio, making it simpler to get a vocation, discover cool profession openings, and Deep Learning Projects for Final Year even arrange a more significant compensation.

    Python Training in Chennai Project Centers in Chennai

    ReplyDelete