Dosto Hum Kisi kam Shuru karne se pahle uski policy ke baare mein Jaana bahut zaroori hoti hai. policy ke baare mein Jane Se Hame future mein koi problem nahi hoti hai.
Blogger ki content policy bohot stright hai. Blog ki content policy ke bare mai jankri leni chahiye. Blog ki policy samaye sathh changes hoti hai. Blogger pe free mai website bana sakte hai.
Blog ki policy ko palaan karke post publish karna hota hai. ye policy sabse bade bhumika nibhate hai. Blog ke content policy ko padhe.
BLOGGER KA CONTENT POLICY :
Dosto Google ki rules bohot strong hai. agar Hum iski rules ko palan nahi karenge future main aapki blog ko problem ho sakti hai. aapki blog band vi ho sakti hai. iske liye blog ki rules ko read karna Hame bahut jarurat hoti hai
1 - Sex releted image , video publish karne ke liye blog anumati deti hai. Lekin iskw liye apko google ko batana hoti hai. Isko app setting pe changes karke bataye ki apka bolg porn releted hai .
Lekin pesa kamane ke liye app sex / porn releted jankari publish nehi kar sakte hai .
2 - Blog pe sex sambhadit words use na kare jo bachho ko sexualty hone ki akarsit karta ho.
3 - Dharma , jaati , linng , bhasaa , raajniti jese ke khhilaap likhh nehi sakte hai . kisiko promote nehi kar sakte hai .
4 - Aese site naa banaye jo various peida karta ho ya logo ko parisan karta ho .
5 - copy content na kare ya other sits ka likhi hui post publish na kare .
6 - Hacking releted jankari share na kare . Pesa earning ke liye apko blog ki policy ko dhyan rakhna hoga .
7 - Samay ke sath sath blog apni policy ko change kar sakta hai .
8 - Blog ki content policy ko palaan ke sathh sanman kar naa chahiye .
Aaj ke samaye mai google Ek bahut badi platform hi. Jaha par karodo website abhi chal rahi hai. aur Yahan Par Hum Apni carrior bhi bana sakte hain.
Iske liye aapko blog ki Niyam ko palan karke age badhnahoga. tabiyat future Mein Aapki blog ranking kar payegi.
yeah post aapko kaisa laga. kya aap hame koi Sawal karna chahte hain. comment box par comment kar sakte hain.