ADSENSES
Google adsenses ekk program hai jisko google chalataa hai . Google publishers ki website mai text , image & video jess advertisement dikhane ki anumati deti hai jo sites samagri aur audiance ke liye hote hai . Every ads click / immpresion ki adhar par adsenses se income hoti hai . Adsenses se account banaane ke liye ekk website jarurat hoti hai . Adsenses account sign up kese karte hai iss step ko follow kare .
ADSENSES ACCOUNT SIGN UP KARNE KI STEPS :-
1 - Adsenses website open kare CLICK HERE
2 - New account ke liye signup kare
3- Website address and Gmail id enter kare .
Agar apke pass website nehi hai youtube channel banakr OR website banakr adsenses account apply kare .
YOUTUBE CHANNEL BANAKR ADSENSES KE LIYE APPLY KARE .
WEBSITE BANA KAR ADSENSES KE LIYE APPLY KARE .
4 - Website address enter kare agar adsenses releted jakari feature mai pana chahate hai yes kare OR no karke next continue kare .
6 - Next pege pe country india select kare and adsenses ka term & condtion ko padh kar accept kare .
Apka adsenses account create ho jayega . next page pe get started ke upar click kare .
7 - Payment address details fill up kare .
Account type : Business ke liye banana chahete hai business select kare OR personal use ke liye individual select kare .
8 - Name , address enter kare . And full details dubara check kare and submit kare . worng address enter karne se apki asenses account verify hone mai problem hogi .
9 - Next page adsenses account verify karne ke liye page par aye hue adsenses kaa html code ko apni website pe them option mai edit html mai jakar
<head> and <head> ke niche ekk enter marke iss ke bich peast kar ke save kare .
10 - Code peast karne ke baad i have peasted the code in my site ke upar select kar ke done kare .
11 - Adsenses account sucessfully create ho jayega . Adsenses website ko check karke Approve karegaa . Agar apka website adsenses ke term and condition ke khilap jata hai adsenses account disapprove kar diyaa jayegaa .
12 - Apka adsenses account sucessfully approve ho jane ke baad app adsenses ka ads code apni website pe laga kar google ka ads show kar sakte hai .
13 - Site par ane wale visiters ads ke upar click karte hai apki adsenses account par earning hoti hai and india mai 100$ hone par adsenses account se pesaa bank account ko transfor kar sakte hai .
Adsenses releted adhik jankari ke liye niche comment box pe comment kare .