PAYTM
Paytm india ka bade e-commerce site mai se ekk hai jisko One97 communication company chala rahi hai . Paytm se mobile , dth recharge , Gas , land line , electricity bill payment , bus , train , flight booking kar sakte hai . Sabse achhi bat ye hai ki app ye sab karte samay achhi discount / cashback pa sakte hai .Paytm ne khud ka bank Paytm payment bank launch kar chuka hai . Paytm and paytm payment bank account kese banay iss step ko follow kare .
PAYTM ACCOUNT BANAYE FULL STEP :-
1 - Paytm app download kareclick here download
2 - App open kare apke samne ekk pup-up ayega skip kare and create new account ke upar click kare . Agar app app ko open karke account banana chahete hai i do letter ke upar click kare apka paytm appilaction open ho jayga .
3 - Paytm app ko open karke profile option ke upar click kare .
4 - Create new account ke upar click kare .
5 - Mobile no , password , Email id de kar sign up kare .
6 - Mobile no se otp ayega otp enter kar ke next continue kare .
7 - Name , birth date enter kare OR account opening ke baad profile option pe jakar enter kar sakte hai .
8 - Agar pass code ka Option ata hai 4 digit pass code enter kare apka pass code apka debit card ka secret pin and paytm payment bank pe money tranjaction karte samay pass code pin jarueat padegi .
9 - Done sucessfully apka paytm wallet account create ho jayga . RBI rules ke hisab se paytm pe document verify kare and paytm payment bank account open kare .
PAYTM PAYMENT BANK
Reserve bank of india ne paytm payment bank chalane ki anumati di hai . Paytm payment bank online ki sari platfrom pe use kar sakte hai . Ye ekk digital bank hai . Paytm payment bank ke tarfse apko digital debit card milta he . Ap bank se save kar sakte hai and fixed deposit ko vi use kar sakte hai . Paytm payment bank se other bank ko pesa send Or receieve kar sakte hai . Paytm payment bank open kar ne ke liye apko apni document verify karna padega .
PAYTM PAYMENT BANK OPEN KARNE KI STEPS :-
1 - Paytm appilation open kare Click here download paytm app .
2 - App open kare and apke paytm id password se log in kare . home page par back kare bank option ke upar clik kare .
3 - open saveing account ke upar click kare .
4 - Pass code enter kare . Apka pass code debit card ka secret 4 digit pin hai and paytm payment bank pe money tranjaction karte samay jarurat hogi . Passcode enter kare aur dubara confirm kare .
5 - Nominee option pe select kare agr app kisiko nominee rkhna chahete hai tao i want to add a nominee ke upar click kare agar nominee nehi rkhana chahete hai i do not want add nominee ke upar click kare .
6 - Next page pe Name and Adher no enter kare and term and condition ke upar click kare aur proceed kare .
7 - Phone ka GPS on kare and nearst paytm kyc center ko document verify karne ke liye jay .
8 - Apko paytm pe apna document 1 year ke andar verify karna hoga .
9 - Document verify hone ke baad apka bank account open ho jayga .
10 - Document verify karne ke liye apko koi charge nehi dena padega Paytm ke taraf se ye bilkul free seba hai .
11 - Done apka Document verify hone ke baad bank ka puree details paytm appilaction par pa sakte hai . Server issue ke baje se verify hone ke baad vi account open hone ke liye kuch samay lagta hai wait kare .
12 - Apka mobile no hi apka bank account no hai . Suru se 91 lagega india ka phone no code hai .
Ex - 917824315639
13 - Debit card no , expair date , cvv no , ifsc code App paytm app pe bank option pe check kar sakte hai .
14 - Paytm payment bank account ko app online ki sabhi platform pe use kar sakte hai . ye ekk digital bank account hai . Paytm payment bank fast , secure and best securty hai jaha par apka pesa safe reheta hai .
Paytm payment bank ka sara details pe privecy rakhe . isska pin ya otp dusre ke sath share na kare apka account safe rakh ne ke liye. Paytm payment se adhik jankari ke liye nihhe comment box pe comment kare .