HOW TO CREATE A GOOGLE PAY ACCOUNT ? Google Pay kya hai ? Google Pay a/c kese banaye ? Google Pay app mai bank kese link kare ? ~ Digital Day

HOW TO CREATE A GOOGLE PAY ACCOUNT ? Google Pay kya hai ? Google Pay a/c kese banaye ? Google Pay app mai bank kese link kare ?

GOOGLE PAY ACCOUNT KESE BANAY ?




Google Pay appilcation google ka banaya hua UPI money tranjaction app hai . Iss app ke jariye  bank account link karke kisi dusre upi id ya bank account ko pesaa send / receieve kar sakte hai .Google Pay app par tranjaction processing bohot fast hota hai . Google Pay app ka securty bohot strong hai . Tez app par account kese create kare iss step ko follow kare .






Google Pay PAR A/C BANAY FULL STEPS  :-


1 - Google Pay appilcation downlod kar lijiye  Tez click here downlod .

2 - Link apni brawsor pe open kare aur download kare .

3 - Appilaction ko open kare aur language english rakhe .

4 - Gmail a/c select kare age continue kare . Next apko Mobile no , name dekar continue kare .

5 - Apke no par ekk otp ayega autometic enter ho hayga apko sirf contine karna hai .

6 - Next page apko privecy ke liye ayga app apna screen lock use kar sakte hai ya securty code vi use kar sakte hai jab app ko app open karenge ye securty apko dena hai tabhi appilcation open hoga .

Ex - 4361 Jo strong ho .

7 - Congrajulation apka Google Pay account ban chuka hai . Now apki bank account add kar sakte hai .

8 - Home page par add bank option ke upar click kare aur apna bank select kare .




9 - Bank ke upar click karne se apke pass ekk pup up ayega single ya dual sim apka agar dual sim hai tao dual enter kare aur tez ka bank link karne ke liye sms send kare . Sms charge 1.50 p lagega .

10 - Apka bank a/c pe agr apka mobile no register hoga tao next page pe apko upi ka 4 digit pin enter karne ke liye ayega . apko koi vi 4 digit no enter kare ex - 7689  dekar continue kare .

11 - Next page pe apko apna ATM ka last 6 digit aur expair date aur upi pin confirm upi pin aur otp usa waqt ayga sab kuch enter karna hai . Aur continue karna hai .

12 - Finaly apka Google Pay a/c ban chuka hai app baad mai sab kuch edit kar sakte hai bank vi change kar sakte hai .



Google Pay account smbhadit adhik jankari ke liye ya app hame koi sabal puchhna chhate hai  app hame nichhe comment box pe comment kar sakte hai .