10 WAYES SAVE MONEY HOUSE ? Ghar mai pesa kese bacgaye ? Pesa save karne ki 10 tarike ? ~ Digital Day

10 WAYES SAVE MONEY HOUSE ? Ghar mai pesa kese bacgaye ? Pesa save karne ki 10 tarike ?



Life mai pesa bohot jaruri hota hai . Pesa kamane ke liye hum apni puri jindegi laga dete hai fir vi pesa ko control naa karne par hame bohot problem ki smnaa karna padti hai . Bohot si log kehete hai ki inti kam kamai se pesaa kese bachaa sakte hai . Bohot si tarike se app pesa bachaa sakte hai .


PESE BACHAANE KI TARIKE :-


1 - Puree mahine ki tayari kare . Apko kya khana hai , kharidna hai puri plan kare .

2 - Bazar jane se pehele list kare taki kharidne waqt jo jarurat saaman hai wohi saaman kharid sakte hai .

3 - Ghar mai khana banakar khaye .

4 - Buri aadat chhod de sigaret , Bidi , gutkhaa  chhod ne ki kosish kare .

5 - Anabsyak electri plugin / swtich on naa kre . Jo abasyak ho wohi plug in kare . Ese app electri bill bacha sakte hai .

6 - Gahr mai phaad gaye chizo ko dubara silaai se maramt karke upayog kare .

7 - Yadi app unn chizo ke liye pesa de rahe hai jo chiz ko app upoyog nehi karte hai usee bannd kare .

8 - Online se bills pay kare . Sahi waqt par bill pay karne par apko extra charge nehi lagta hai aur online par kam bohot saral hota hai .


9 - Online saman kharidene ki kosis kare bohot kam price mai app saman kharid skate hai .


10 - Pese ko bank mai deposit kare . Bank pe pesa safe rehetaa hai .






Pesa bacha kar app apne swapne ko pura kar sakte hai .

            Post se judi adhik jankari ke liye  nichhe comment box pe comment kare .