HOW TO PREPAIR SELF MOTIVATE ? Self motivate kese kare ? kese apne apko sambhale ? ~ Digital Day

HOW TO PREPAIR SELF MOTIVATE ? Self motivate kese kare ? kese apne apko sambhale ?



Life mai sucess hone ke liye khud ko prerit karna bohot jaruri hai . Hum apni paristiyo ko chaayan ya niyantrit nehi kar sakte hai . Lekin paristhi ke prati apna ekk drusti konn rakh sakte hai jo hame aatma prerit karta ho .




KHUD KO PRERIT KARNE KI TIPS :-


1 -  Apni kam ko saral rakhe .

2 - Achhi sakaar tamk aur preerit logo ke sath samaye bitaye ya discuss kare .


3 - Behetar ko aur behetar karne ki kosish kare . sikhte rahe apko hamesa yad rakhna chahiye app ye kam kar sakte hai .


4 - Hamesa positivly soche . Biparit paristiti mai vi khud par kabu rakhe aur sahi samay ka intzar kare .


5 - Ekk topic par jyada naa soche . Jo karna hai kare chahe wo kitna chota kam hi na kiyu ho Esaa karne se app ekk bade kam ko anjam dete hai .

6 - Dusro ki madad kare . apni ideas logo ke sath sahare kare .


7 - Hamesha apne apko ekk winner maane .

8 - Dusro ki galti se sikhe insan ki jindegi inta lamba nehi hai ki wo apni har galti se sab kuch sikh sakta hai  .

9 - Hame jo pana hai wo sochana nehi hai . Sucess pane ke liye jo jo steps karnaa hai usi pe jyada dhyan dena hai .

10 - Achhi soch rakhe .Sucess wohi hiota hai jo baki mai alag hota hai .

11 - Subhe jaldi uthhe aur yogo / bayaam kare . Ye hamari pure din ko fresh rakhta hai aur hum fit rahete hai .



       Jindegi ke upar koi sabal karne ke liye nichhe comment box pe comment kar sakte hai .