HOW TO SEND AND RECEIEVE MONEY ONLINE ? online pe pesa kese send ya receieve kare ? online pesa kese bheje ? Online pe peasa kese receieve kare ? ~ Digital Day

HOW TO SEND AND RECEIEVE MONEY ONLINE ? online pe pesa kese send ya receieve kare ? online pesa kese bheje ? Online pe peasa kese receieve kare ?




Online par pesa send / receieve karna bohot fast hota hai . Bohot sare service hai jo apki pese ko send / receieve kar ne mai madad karte hai . Hum kuch ese service bare mai batayenge  jo service apki pese ko safely tranjation karta ho and ye service boht fast , privecy, secure hote hai . Aur tranjaction karne mai asani ho . In tips ko padhe .





ONLINE MONEY TRANJACTION KARNE KI SERVICES  :-


1 - Net banking / mobile banking ye apki official bank website mai tranjation hota hai issliye ye bohot safe and secure hota hai . iske jariye apni bank se kisi other bank account ko pesa bheja ja sakte hai . Net banking se adhik jankari ke liye apki bank custmer care se baat kar sakte hai .
     
      Mobile banking app *99# dial karke vi isska lav uthha sakte hai . Upi ke jariye apna bank account link karke iss services ko use kar sakte hai .

2 - TEZ ye google ka banaya hua upi app hai iss app se tranjaction prosessing boht fast hota hai . Iska securty bohot strong hai . App ko open karne ke liye apko secret pin dalna padta hai . Aur inki 24/7 custmor care apko har problem ko selvo karne ke liye rehete hai . Tez app mai apki bank account link karke kisi other upi id ya bank account ko pesa send / receieve kia ja sakta hai . Tez app ko use karna bohot simple hai .


3 - Paytm app one97 commnication company ka banaya hua app hai . India mai ye bohot popular hai . Inki custmor support 24/7 available . Paytm ne apna khud ka bank launch kia hai Paytm payment bank isme bank account banakar app india ki sabhi online platform pe use kar sakte hai . Paytm e wallet / upi se apna bank account link karke kisi vi other bank account ya upi id ko pesa send / receieve kar sakte hai . Paytm par shoping , mobile recharge , dth recharge , Bill payment jese service ka lav uthha sakte hai .


4 - Phonepe app e-commerce webaite filpcart ka banaya hua upi app hai . Ye app vi best tarike se kam karta hai . iska securty bohot strong hai . isme app other upi id / bank account save kar sakte hai . Iss app ka tranjaction processing bohot fast hota hai . A iss mai vi app upi ke jariye apni bank account link karke  kisi other upi / bank account ko pesa send / receive kar sakte hai . PhonePe app par mobile recharge , Dth recharge , Bill payment , Digital gold , Bus ticket jese service ka lav uthha sakte hai .


5 -  Bhim app ye NPCI ka banaya hua upi app hai . iss app ke jariye apna bank account link karke app other bank / upi id ko pesa send / receieve kar sakte hai . Bhim app bohot secure and iska securty bohot strong hai . And ye bohot bohot fast tranjaction hota hai .


6 - Freecharge app mai pesa len den ho sakta hai . ye Apni app mai upi launch kar liya hai . Latest version app download kare . freecharge mai 24/7 custmer support reheta hai . App apni bank account link karke kisi vi other bank account ya upi id ko pesa bhej sakte hai .


7 - Bank ki official appilaction / Website se vi pesa send / receive ho sakta hai and sabhi bank kaa official app hota hai app google play store pe apki bank name serch kar ke appilaction download kar sakte hai . ye bohot secure hota hai .





Inn 6 lins ke tarike  apki pesa ko safe and secure ly send / receieve karne ke liye dawaa karte hai .


     Post se judi koi sabal karne ke liye niche comment box pe comment kare .