INTERVIEW
Interview ekk esi jagah hai jaha par hame sabal ka jabab dena hota hai . Interview ke liye achhe se prepair hone ke baad vi sucess nehi mil pata hai . Hame unn reasons ki jankari lenaa chhiye jis ke liya hame interview mai fail hote hai . Interview mai reject hone ki reasons padhe .
INTERVIEW MAI REJECT HONE KI REASONS KYA HAI :-
1 - Interview room ke andar jane se pehele unn se puchhe may i comeing sir / myadam .
2 - Good morning / good afternoon se start kare .
3 - Dress code formal pehen kar jaye .
4 - Bethne se pehele puchhe ki can i sit down sir . Normal position pe bethhe .
5 - Apki qulificatiom ki copy karke pehele se ready rakhe .
6 - Jo question pucha jayega hai usi ka ans de . Suru se apne tarfe se koi answer dena start na kare . Tabhi bole jab apko question puchha gaya ho .
7 - Apki bolne ki tarike clearly hona chhiye .
8 - Puchhe gaye sabal ka jabab agar nehi ata hai silent naa rahe . Apni local bhasa mai dene ki kosish kare . Lekin silent naa rahe .
9 - Puchhe gaye sabal ka jabab peheli bar mai dene ki kosish kare . Fir vi agar app unke sabal suun nehi pate hai sorry bole dubara puchhe . Lekin silent na rahe .
10 - English , hindi & local language sabhi bhasa mai bolene ki preapair kare .
11 - Interview mai apki dimag ka test liya jata hai jitna achhe positive answer de . Koi negative word use naa kare .
12 - Last mai thank you bole and hath milaye .
13 - Sabal ka jabab confidently dee overconfident hone ki kosish naa kare .
14 - Computer typeing knowledge rakhe .
Inn tips ko follow kare kiyu ki app jyada books pe time spend karte hai . Lekin book releted sabal bohot kam ataa hai . App G.K ki knowledge rakh sakte hai .
Interview releted adhik jankari ke liye nichhe comment box pe comment kare .