Digital ki jamane mai online par roz pese len den hota hai . Online len den mai hamesa kuch na kuch dhoka dhadi hota hai . Hame apne data ko secure rakhne ke liye bohot privecy rakhana padta hai .
ONLINE PE SAFE AND SECURE REHENE KI TIPS :-
1 - Password hamesa strong rakhe ekk capital letter small letter no ke sath bany . Kiyu ki hamre data ko password dwara safe rakha ja sakta hai . Alg alg khate ko alag alag password rakhe . Apki password dusre ke sath share na kare .
2 - Online shoping site par shoping ke baad apki id ko log out kare . Aur apni bank link / save hui account id ko kiai ke sath share na kare .
3 - Public wife se set ho kar credit ya debit card website ya bills pay na kare . Bill payment karne waqt secure internet connection use kare
4 - One click to order / Ekk click karne se bhgtan ho esa upyaog naa kare .
5 - Surashikt lenden sirf ekk website mai karni chahiye jo https:// ho s ka matlab secure hai .
6 - Apki sabhi tranjaction ki record rakhe .
7 - Computer par various scan kare . Apke computer par mazbut anti various program rakhe .
8 - Facebook jese social site par persinal and apni privecy data poat na kare .
9 - Yadi apko kabhi vi lagta hai ki apki debit card , credit card ya other as apki data ke sath dhoka dhadi karne ki kosish kia ja raha hai app turant apne najdik barach ya bank official custmor care se bat kar sakte hai .
10 - Lottery and prize jese scam emails ko ignor kare . Scam calls vi ignor kare . Bank bale kisiko calls nehi karte hai .
11 - Bank tranjaction karte samay apna otp kisi ko vi share na kare .
12 - International website par apna bank details save na kare .
13 - Kisi dusre ke hath se pesa withdraw na kare warna feature mai apko problem hogi.
14 - Cybar cafe pe money tranjaction releted kam karte hai kam khatam hone ke baad apna sara details ko delate kare .
Do not share your secret pin , otp and your persinal details . Your safety your hand .
Agar iss post releted koi jankari ya ap koi sabal karn chahate hai app hame nichhe comment box pe comment kar sakte hai .