WHAT IS YOUTUBE ? HOW TO MAKE MONEY BY CREATEING A YOUTUBE CHANNEL ? youtube kya hai youtube channel bana kar pese kese kamay . ~ Digital Day

WHAT IS YOUTUBE ? HOW TO MAKE MONEY BY CREATEING A YOUTUBE CHANNEL ? youtube kya hai youtube channel bana kar pese kese kamay .


YOUTUBE


Youtube duniya ka second popularty video share karne ki website hai . Jisko paypal ki 3 employees Chad hurley , Eve chen & Jawed karim ne february 2005 ko banaya thha . Youtube video upload karna , video dekhna , like karna , comment karne ki anumati deti hai . youtube ka headquarter San mateo , California , united stets america me hai . Youtube se google adsenses ka pesa earn hota hai .  Har din youtube par Arbo ghante video dekhi jati hai . Youtube se channel bana kar pesa kese kamay iss step ko follow kare .


YOUTUBE SE KESE CHANNEL BANAYE FULL STEPS :-



1 - Youtube ki webpage open kare  OR youtube application download kare OR  www.youtube.com serch kare  . First result pe Youtube ke upar click kare . youtube ka page ko open hoga . My account ke upar click kare .




2 - Next Gmail account se sign in kare . Gmail google ka banaya hua ekk part hai .



3 - My account option ke uapr click kare . Apke name ke uapar click kare . Create a new chhanel ke upar click kare .








4 - Channel name enter kare and create kare . Agar app mobile brawoser se open karte hai apki brawoser ko desktop version ko redicate kare . Page ki uapr 3 dot ke upar click kare desktop select kare . Apka page computer page ko redicate ho jayega .  Apko youtube ka sara option mil jayga.






5 - My chhanel ke upar click kare apne channel related option dekh sakte hai. video uplod kar sakte hai . Video upload karne ke liye  search botten ke pas upload ka icon pass click kare aur video upload kare .







6  - Congratulations apka channel ban chuka hai  And google adsenses ke liye apply kar sakte hai . Monetization ke upar click kare and apply kare .Lekin monetization On karne ke liye apko youtube ka term & condition fill karna hoga .

7 - Youtube ka term and condition ko follow kare and new channel ke liye jo rules ha usse palan kare . My channel mai  monetization option select kare . Apka monetization Ineligiable ko eligiable karne ke liye . Apke channel youtune ka term and condition ko fill karna hoga .

      Apks channel par 1000 subscriber and 4000 hours watch time hona chahiye tabhi app monetization ke liye iligiable honge .





7 - Jab apka sare term and condition full fill ho jay monetization on karke google adsenses se pese kama sakte hai .






Youtube se releted adhim jankari ke liye nichhe comment box pe comment kar sakte hai .