NPCI ( National payment corportaion of india ) ka banaya hua BHIM ( Bharat interface for money ) appilcaction hai . Bhim app 30 December 2016 mai UPI ke adhar par bikaasit kia gaya thhaa . Bhim app ke jariye ekk bank se dusre bank ko cashless tranjaction ke liye banaya gaya thha .
Bhim app unn sabhi bank ko support karta hai jo bank uss platform ka upyog karte hai . Jo ki IMPS ( Immediate payment service ) ke adhar par banaya gaya hai . Aur upayagkarta ke bich kisi vi 2 paartio ke bank khate ke bich fast money tranjaction karne ki anumati deti hai . Iss ka upyaog sabhi mobile se ho sakta hai . Bhim app ke jariye hamre bank khate mai current balance check kar sakte hai .
Pese bhejen ke liye apne contact book mai mobile no ko upyag karne aur feature mai uss upi id ko dubara payment karne ke liye save rakh sakte hai .
How to create bhim account follow full steps :-
1 - First go to playstore and search bhim app and download latest version bhim app . Samaye ke sath bhim app ko behetar se aur behetar banaya jataa hai iss liye app play store se downlod kare .
2 - Open bhim app and select your preferred language . Now 13 language uplabdh hai feature mai iske sath aur vi language jode jaa sakte hai .
3 - Age continue kare agar apka phone permisaion ke liye ataa ha tao yes kare calls , location etc . And age continue kare .
4 - Iss page pe single sim ya dual sim option ayega agr apki mobile pe 2 sim hai dual sim enter kare and apke bank link hui mobile no se ekk sms send kare . sms charge rs 1.50 p lagega .
( Note – Apka bhim pe register hui mobile no and apke bank pe hui register mobil no same hona chhiye . Warna account sucessfuly create nehi ho payega . )
5 - Next page pe apko passcode enter kare . Passcode security reason ke liye gaya hai . apko 2 bar passcode enter kare jo strong ho . Jitna hamre securty strong rahega hamra pesa vi safe rahega .
Ex – 6498
6 - Now apki bhim account open ho jane ke baad apki bank a/c link karna hoga tabhi app pesa send / receieve kar sakte hai .
7 - Apki bank select kare and Debit card ki last 6 digit no and expair date dekar continue kare .
( Note – Agr pehele se app other upi app se apki bank account link kar chuke hai matlab aapki bank link karke upi pin create kar chuke hai tao apki upi pin same rahega . Agr app chahe baad mai upi pin ko change kar sakte hai . )
- 8 - Next page apke pass ekk otp ayega otp enter hojane ke baad next page pe apko upi pin create karna hoga . Upi pin apko tranjaction cofirm karne ke liye jarurat padegi .
Upi pin create kare jo strong ho aur apko yad rahe kiyu ki upi pin atm debit card pin ki tarha hai . Upi id ke jariye pesa kisi vi online platform par pesa send / receieve kia ja sakta hai . Apki upi pin ko hamsaa privecy rakhe . Pin ko kisi ke vi sath share naa kare . Kiyu ki iss ke sath froud karobar hone ki jayada chances hai .
9 - Now sucessfully account bhim account ho jane k baad pesaa send / receieve ho sakta hai .
10 - Apki bhim upi id apki mobile no @upi hai .
Ex – 8337657890@upi
Post se judi koi sabal karne ke liye . Ya ye post kya apko helpful raha hai . Bhim upi appilaction se judi adhik jankari ke liye app hame niche comment kare .