WHAT IS UPI ( UNIFIED PAYMEMTS INTERFACE ) ? upi kya hai upi kab start hua thha upi ko kese use kare full details . ~ Digital Day

WHAT IS UPI ( UNIFIED PAYMEMTS INTERFACE ) ? upi kya hai upi kab start hua thha upi ko kese use kare full details .




Unified payments interface ekk instant bastbik pranaali hai . Jisko National payment corporation of india ( NPCI )ne 11april 2016 ko devlop kia thha . Upi ko reserve bank of india niyantrit karta hai . Mobile ke jariye 2 bank account ke bich fast money transfor kaa kam karta hai .



Upi money tranjaction ko fast transfor karne ke liye IMPS ( immediate payment service ) banaya gaya hai . Digital pesa len den kar ne ke liye ye 24*7 kam karti hai yani ki holidays mai vi ye kaam karti hai . Upi se pesa request karne ke baad  sidhe bank khate se pesa send ya receieve karta  hai . Upi personal idification number ( pin ) jo bank ke upi app par create hota hai . Every tranjaction ko confirm karne ke liye ye 4 digit secret pin enter karna bohot jaruri hota hai .


Upi tranjaction processing charge kitna hota hai ?


Ans - Upi mai hone wali pese len den kaa charge alag alag bank ke policy ke upar chhod diaya jata hai . Agar bank bale chahe tao charge kar sakte hai . Nehi bi kar sakte hai . Now current upi tranjaction processing fee rs0 hai . Matlab kuch charge nehi lagta hai . Lekin feature mai ye changes ho sakta hai .


Upi ekk ussd seba ke rup mai vi available hai . jaha par customer * 99 # code dial kar ke iska laav uthha sakta hai .


*99# dial kar ke kya service paa sakte hai  ?




1 - Financial services .

a - Fund transfor
b – Send money
c – Request money

2 Non financial services .

a – Balance enqury
b – Change mpin





  • TEZ , paytm , PHONE PE , FREECHARGE jese bade secure and safe appilaction download karke apna bank register karke upi ka lav uthha sakte hai . Kiyu ki upi se hum kisi vi waqt india ki kisi vi bank / upi id ko pesa send ya receieve kar sakte hai . Aur ye bohot fast kam karta hai .




  Upi se judi adhik jankari ke liye hame comment kare .