Adsense Invalid Click Activity Kya Hai Aur Iska Kaise Pata Kare ? ~ Digital Day

Adsense Invalid Click Activity Kya Hai Aur Iska Kaise Pata Kare ?

Website ke liye traffic bahut zaroori Hoti Hai. Traffic Google search engine Se naa ane se Blog jyada growth nehi kar Pati hai. Aur hum bahut Sare tricks use karte hai.

Jiski wajah se Hamari AdSense account vi suspend Ho Jati Hai. Tao wo invalid activity kya hai uske baare mein batayenge.

Blog Ki Traffic Search Engine mai se nehi aa rha hai. Kisi Aur tarike se aa raha hai . Ye invaild trafic hone chances jyada hoti hai. App Google search engine Mein traffic Lene Ki Koshish kare.

Kyunki Google search engine par jo traffic Aati Hai wo genue traffic hoti hai. Aur ye traffic invalid activity nahi hoti hai

Invalid Traffic Jo Ki AdSense Policy Violation Hoti Hai - 

Website invalid traffic ane se blog ranking nehi kar pati hai. Invalid traffic Aane Se Hamari AdSense account suspend Ho skati hai. Tao invalid traffic kya hai inn reasons ko padhe .

1 - Khud apni wensite ko bar bar open karne se jo Ads dikhata Hai. Tabhi apki Adsenses account pe immpression badhti hai.

Hamre khud ke ads ko click karna aur dekhna adsenses rules ke khilap jata hai.

Kiyu ki ads ko dekhne se AdSense account par impression badhti hai. Aur esaa karne se invalid activity Ho Jati Hai .

2 -  Ek or Ek Se Jyada user aap ki website Par Har din visit karte hain aur uske sath sath aapke ads ke Upar bhi click karte hain woh ho jata hai invalid activity .

3 - Apni website par Chalti Hui ads ke upar click karne ke liye Kisi ko bol nahi sakte hai. agar aisa karte hai toh Woh invalid activity ho jata hai .

4 - Agar aap automatically ads clicking tools file yeah traffic lane Wale website & other deceptive softwere use kar rahe hai tao wo invalid activity ho jati hai .

5 - Agar aap apni website ke liye traffic buy kar rahe hai. Ya koi Aisi website par aap ki website ko register kiye ho jo aapko traffic de raha hai .  Wo bhi ho jata hai invalid traffic.

Invalid Traffic Aane Se Hamari website rank nahi ho Pati hai. App High Qulight Keyword Use Kare and publish kare. Aur Responsive Them Use Kare. Tabhi aapki traffic Increase Hogi.


Yeah Post Aapko Kaisa Laga Kya Aapko Helpful Raha Aap Hame Comment Karke Jarur Bataye.

0 Comment "Adsense Invalid Click Activity Kya Hai Aur Iska Kaise Pata Kare ?"

Post a Comment