Why Google AdSense account suspense one month top reasons . AdSense account suspends hone ka reason kya hai invalid activities ? ~ Digital Day

Why Google AdSense account suspense one month top reasons . AdSense account suspends hone ka reason kya hai invalid activities ?

AdSense account suspended hone ka most reason kya hai ?


Dosto World ki top advertisements mein se Google AdSense ekk hai . Googoe apni rules ke liye bahut famous hai . Inn rules ke baje se advertiser google ke upar trust Karte Hain . Google ka policy bohot strong Hai . Inke policy ko agar Hum Palan nahi karenge apki  AdSense account suspended ho jayega

Google adsenses

Aapki AdSense account suspended ho jane ke baad aapke website / YouTube channel par monetization disabled kar diya jayega . Apki websites par ads show nahi hoga .

Invalid activity hone ke baad aapke AdSense account ko Pehle ek mahine ke liye temporary suspend kar diya Jayega . Temporary suspend hone k period ke andar agar koi invalid activity hoti hai aapki AdSense account permanently suspend kar diya jayega .
Aur ek mahine ke baad Agar apke channel pe dubara Koi invalid activity hoti hai tao 6 mahine ke liye phir se suspend kar diya jayega .

Jab suspend Ho Jayega aapke paas ek notification bhi aa jayega . Adsense account pe notification ko open karke aap apne AdSense account suspended honen kaa reason kya hai pata kar sakte hain .

Google adsenses
AdSense account suspended hone k baad aapko 1 form fillup Karke AdSense team ko bhej na padta hai . Us form Main aapko yeah likhna hai ki aap ki AdSense account suspended hone ka reason app pata kar chuke hai .

Google adsenses

Aur aap apne comment par bhi kuch likh sakte hai jaise ki agar aap invalid activity Nahi Ki hai .  Koi aur ne ki Hai . Yeah vi adsenses team ko bata sakte hain . Lekin agar apne invaild activity ki hai tao apni saja bhugtne ke liye apko 30 day wait karna padega . Kiyu ki google bohot badi platform hai . App unke sath koi game nehi khel sakte hai .

Google adsenses

Aesa likhne se wo aapke account ko review Karenge review karne ke baad agar aap ki baat sahi hai toh aapke account Turrent re-open ho sakta hai . matlab ke suspend clear kar diya jara hai . Lekin ye bohot kam cases mai hoti hai .

Account suspension ka reason kya hai ?

1 - Invalid traffic : apki site per invalid traffic agar aa rahi hai . invalid traffic ane se invalid activity bhi hoti Hai . Agar invalid traffic aati hai toh aapki account be disable ho sakti hai .

2 - Aap apne ads ke upar click nahin kar sakte hain .App apne ads ko jyda naa dekhe kiyuki jyada tume self page view karne se apki immpression vi badhti hai . Aur wo invalid activity ho jati hai .

3 - Aap apne ads ke upar click karne ke liye Kisi ko bol bhi nahi sakte hai . agar aisa hota hai toh aapki AdSense account permanently suspend ho jayega .

4 - Agar koi 1 or more user aap ki website par baar baar visit karta hai aur baar baar aapki ads ke upar click karta hai tu bhi aapki account multi ads reson hokar permanently  suspend ho jayega .

5 - Agar aap Kisi  se traffic buy kar rahe hain .  Aapki account suspended ho sakta hai .

6 - Aap apni website par other website ki post ko copy Karke publish kar rahe hai . Other website ki image yeah video ko copy Karke aap ki website yeah channel par publish kar rahe hai . uske reason se bhi aapki AdSense account suspended sakta hai.


Google ekk bahut badi Company hai . unke saath froud activity karogi wo apko asani se pakad sakte hai . agar froud activity karte hai toh Woh aapki account ko Hamesha ke liye suspend kar diya jayega .

Suspense na hone ka solution kya hai ?

1 - Aap apni traffic badhane ke liye apni khud ka Containt post kare . Kyunki agar aap dusre ki post ko aap ki website for publish Karenge toh Woh ranking nahi ho pata hai .

Aap uss web Ke Piche Reh Jaate Hai . Kyuki wo post Pehle Se Hi update ho chuki hai agar aap usi post ko Dobara publish Karenge toh woh rankining nehi ho pati hai aap unKe Piche Reh jata hai .

2 - apki website par maximum 3 se 4 ads Laga sakte hai . agar usse Jyada Lagate hai to aap ke website for sufficient words hona chahiye . kam se kam 1000 words main aap Ek Ya Do ads Laga sakte hain .

3 - 1000 se Jyada word likh kar publish kare . Apki post par sufficent kyeword na hone par jyada ads nehi laga sakte hai .

4 - aap ki website par visitors badhane ke liye social sites for aapki website link share kar sakte hain .

5 - aap ki website Mein about me privacy policy contact us & sitemap Jaise pages Banaye .


yeah post kya aapko helpful Raha aap hame comment Karke Bataye  .

0 Comment "Why Google AdSense account suspense one month top reasons . AdSense account suspends hone ka reason kya hai invalid activities ?"

Post a Comment