Web Hosting Kya Hain | Web Hosting Kitne Prakar ki Hoti Hai | Webhosting Kaha Se Kharide ? ~ Digital Day

Web Hosting Kya Hain | Web Hosting Kitne Prakar ki Hoti Hai | Webhosting Kaha Se Kharide ?


Dosto web site par web hosting ki jarurat hoti hai. Jaise Hum mobile par memory card use karte hain. Usi Tarah Hamare website for vi speace ki jarurat hoti hai. Aur web hosting memory card Ki Tarah kaam karti hai.

Jaha par blog ki data store ho kar rehti hai. Hamre web address ko visiters Google par search karne se, Hamari website unke Samne Aa Jaati hai. Website par web hosting lagana bahut Zaroori Hoti Hai.

Web hosting ekk speaca ki tarah kaam karti hai. Jisme saree data store rehta Hai.  Jise Hum web server kehte hain. Web Sarvar Har Bakt 24/7 Internet se connected hokar rehti hai.
Web hosting share , vps, dedicated

Web hosting ki Shevaa Hame bahut sari company Pradhan karte hai. Jaise Godaddy , hostgator, bluehost etc.

WEB HOSTING KAISE KAM KARTA HAI ?

Web hosting par Hamari website ki saree data, yeah files saved rehti hai. Jab Koi  user Google par Hamari domain name search karti hai uske baad internet us domain ko web server ke sath Jod deta hai Jahan Par hamari blog ki  files Pehle Se hi Store hokar rehta hai.

Phir visitor's apni Zaroorat ke hisab se View karti hai. Web server jinti speed hogi apki website unti speed se open hogi. Google par vi jaldi ranking karegi.

WEB HOSTING KITNE PRAKAR KI HOTI HAI ?

Web hosting share , vps dedicated

Web hosting 3 prakar ki hoti hai. In hosting ko use karke website ki speed badhaya ja sakta hai. Aur iss ke liye hame har mahine peesa dena padti hai.

1 - SHARE WEB HOSTING.
2 - VPS ( VIRTUAL PRIVATE SERVER ) .
3 - DEDICATED WEB HOSTING .


1 SHARE WEB HOSTING - Share web hosting ekk bohot badi server hai. Jaha par appki tarha lakho karodo blogger apni website chala rahe hai.

Example - Share web hosting ekk badi room ki tarah hai Jahan Par Hame apni room mai Sabhi logo ke sath share karke rehena padta hai.

Bohot sare log ekk server pe web chalne ke wajese share hosting slow chalti hai. Aur jyada smaye server down reheti hai.

Jiski wajese hamari website kabhi kabhi open nehi ho pati hai. Lekin jo naye  blogger hai unke liye share web hosting thik hai. jab app iss ke bare mai achhi tarh se samjh jayenge tabhi iss ke upar pesa lagaa sakte hai.

Share web hosting free hoti hai jo hame blogger deti hai. Jab apki website popular ho jayega app web hosting buy karke laga sakte hai.

2 VPS HOSTING - VPS hosting ek hi server hai Jahan Par ekk hi website Chalti Hai.

Example - VPS hosting ekk hotel room Ki Tarah hai. Jahan Par aap Akele Rehte Hain aur aapko Akela kiraya denaa padti hai.

Usi hisab se Hotel ki sari cheeje ke upar app kaa huck hoti hai.VPS server bahut fast chalti Hai. Kiyuki iss server par ekk hi website chalti hai.

Iss hosting ka charges Bhi Jyada hoti hai. Jo apko Har mahine dena padtaa hai.

3 DEDICATED WEB HOSTING - share web hosting ke ultaa hai dedicated web hosting.

Example - Jese share hosting par bohot sare website ekk server pe chalate hai. Usi Tarah dedicate hosting Ek bahot badi server hai. Aur yaha sirf ekk hi website chalti hai.

Dedicate web hosting bahot badi server hai. Aur ye bahut fast kaam karta hai. Iska price bhi bahot jyada hoti hai.Jo apko akele dena padta hai.

Dedicate server sirf Badi Business ke website ke liye, yaa koi badi company ke website banane ke liye use Kiya Ja sakta hai.

Jaise Amazon , Paytm, Flipkart inn sare company dedicated hosting use karte hai. Kiyu inke website par har din lakho visiters atee hai.

Jab apki website popular ho jayega app vps hosting buy karke laga sakte hai.

WEB HOSTING KAHAN SE KHARIDE ?

Market mein bahut sare Company hai jo aapko web hosting pradan karte Hai. Jo log blogger chalate hai unke liye free main share web hosting milti hai.

Agar aap chahte hain aap ki website par VPS hosting lagane ke liye. App Godaddy par kharid sakte hain.

DISK SPEACE 

Disk speace aapki storage capacity hai. Jaise aap ki mobile par memory card use karte hai, Usi Tarah web hosting ke jariye speace buy karke blog par laga sakte hai.

Aap apni website ke hisab se disk space kharid sakte hain. main aapko unlimited space kharidne ki suggestion karunga.

BANDWIDTH

Ek second mein aap ki website ki kitne data access kar sakte hain. Agar server ki bandwidth kaam hai to aap ki website slow ho jati hai.

UP TIME

Aap ki website jitne time online par available rehta hai usse hum up time Kehte hai. kuch technical problem ke wajhe se aap ki website slow ho jati hai usse Hum Down time Kehte hai.

Ajj ke sabhi company 99.99% uptime ke guarantee dete hai. Jab app hosting buy kare pehele app company ki review cheack kare.

CUSTOMER SUPPORT

Sabhi company 24/7 customer support dene ke liye bolte hai. Kiyu ki customer support rehene se hame kisi problem hone se jaldi contact kar sakte hai.

SUGGESTION

Agar app Blog ko lekar serious hai. Blog par Apna carrior bananaa chahte hai. Tao free hosting Aur free domain use karna chhod de.

Kyunki free domain Jyada ranking nahi ho Pati hai aur aap Jyada din tak nahi chal payenge.Aur free hosting and free domain par third party aapki data ko acess kar saktaa hai.

Free domain and free hosting for both Sare limitation bhi Hoti Hai. Jaise ki aap Jyada Se Jyada use nahi kar sakte hai.Free domain free hosting par aap ki tarha lakho log unki website chalaa rahe hai.


 Aapko ye post kaisa laga kya aapko helpful Raha. Aap hame comment Karke Jarur Bataye.

1 Response to "Web Hosting Kya Hain | Web Hosting Kitne Prakar ki Hoti Hai | Webhosting Kaha Se Kharide ?"

  1. It is always ideal to select a web-hosting company that has good customer support. The support extended by the web host is not limited only to email or phone support. FAQs and that help members in managing their web space has to be present. Cheap Web Hosting

    ReplyDelete