Blogspot Blog Me Godaddy Custom Domain Name Kaise Setup Kare ~ Digital Day

Blogspot Blog Me Godaddy Custom Domain Name Kaise Setup Kare

Domain name blogger ke liye bahut immportant hoti hai. Kyunki domain name Ke jariye Hum Apni blog ki Pehchan bana sakte hain.

Bolgger pe blog banane ke baad Hame Ek free sub domain aur free share web hosting milti hai. Sub domain bahut Badi Lambi Hoti Hai like blogspot.com.

Blog par Domin lagakar usee Chotaa kar sakte hain.Domain name IP address, internet protocol ko Aur friendly banane ke liye banay gay thhe.

Domain name ka matlab ekk address Hoti Hai, Website ka naam Example - www.hindibhasa.in

Jis Ke jariye kisi vi website tak pahunch jaa saktaa hai. Abhi hum jo article padh rahe hain woh web acess karke padh rahe hai.

Blogger par aapko ekk free Sub-Domain milti hai. Jiske last Mein .blogspot.com hoti hai. Hum Apne blog ke liye ek top-level domain buy Karke blog par lagaa sakte hai.

Yahan Par aapko kuch custom top level domain ka naam Diya gaya hai.

 .com, .in, net, .org, .tv, .gov, .info, .edu, .co.in

Jisko buy Karke aapki blog par Laga sakte hain. Custome domain apki blog ko professional banataa hai.

Custome Domain Kahaa Se Buy kare ?

Duniya bhar mein bahot Sare company hai jo apko domain provide karte hai. Jaise ki Godaddy, Bigrock, Bluehost, Hosgator, Hover, Dreamhost etc .

Domain name kharidne ke liye sabse best website Godaddy hai.
Godaddy Ek American company hai. Jiski ki sthapnaa 1997 pe hui thhi. Godaddy duniya bhar Mein famous trusted company mein se ek hai.

Joo Hume domaine, Web Hosting bhi Deti hai. Aur iska 24/7 customer suport hame milti hai.

Blog par Custom Domain Kaise Add Kare ?

* Domain buy kar lene ke baad. Blogger open kare ke setting ke Besic option ke upar click kare.

* Blog address Set Up a third-party URL your blog ke upar click kare.

* Iss Page par apki domine www ke sath enter kare. Bina www ke likhh kar save kar ne se domain kam nehi karegi.
Blog besic setting setup third partu url custom domain


* Domain likhne ke baad save kare. Abhi apko apni domain verify karne ke liye 4 code milegaa. Jisee app domain jaha se buy kiye thhe wohi par add karni hogi.

Domain Verify kaise Kare ?

* Godaddy website open kare ke apki id password dekar login hojaye.

* Manage domains open kare and apni website select kare.

* Next  manage DNS ke upar click kare.

* Yaha par apko Records ke option ke upar click karnaa hai. Aur yaha par app Record add kar sakte hai.

* Add ke upar click kare.

* TYPE mai CNAME select kare.

* Host pe www likhe

* Points to pe ghs.google.com copy karke peast kare

* TTL ko 1hour hi rehene dijiye and save kare.
Verify blog domain godaddy dns add google code


Apki blog mai ye code hoga app Copy karke peast kare.Usi tarha apko Aur 2 code add karni hai.
Dubara add ke button ke upar click kare.

* TYPE par CNAME select kare.

*  www ke nichee jo code hogaa usee copy kare kiyu ki ye code sabhi ke liye alag hoti hai.

* Host ki field par uss code ko copy karke peast karee.

* Second code ko copy karke points to par peast kare and save kare.

* TTL ko 1hour hi rehene dijiye and save kare.



Kuchhi der kae baad apki website redirect hojayega. Apki blog Sub-Domain se custom domain redirect ho jayega. Iss ke liye maximum 24 hours lagta hai.

Lekin ye kuchi der mai redirect ho jayega. App apni blog open karke check kar sakte hai.


Yeah Post Aapko Kaisa Laga Kya a
Aapko Helpful Rahaa. App Hume Comment Karke Jarur Bataye.

2 Comments

  1. Excellent Post...I must thank you for this informative news....This is my first time go to see at here and i am really pleasant to read
    all at one place. Housekeeping services companies list, professional housekeeping services in Mumbai, Affordable, Best housekeeping services in Mumbai @ housekeeping services in Mumbai
    http://www.housekeepingmumbai.in/

    ReplyDelete