Blogger Me Sitemap Kaise ADD Kare? - Blog ko Professional Website Kaise Banaye. ~ Digital Day

Blogger Me Sitemap Kaise ADD Kare? - Blog ko Professional Website Kaise Banaye.


Dosto Agr apke pass ekk blog ya website hain. App apni blog ke liye sitemap create karke search engine par submit kar sakte hain.

Google par Hamare sitemap submit karna bahut jaroori Hoti Hai.Sitemap ke jariye google ko apne blogger / website ke baare mein bata sakte hain.

Google Hamari blog ki Sabhi post ko ek list mein dekh sakta hai. Aur Sabhi post ko index kar sakta hai.

Sitemap Kya hain ?

Google sitemap XML file Hai. Jaha par website Ke sari post & pages Hoti Hai. Jab Hum website pe post likh kar publish karte hai wo post sitemap pe add ho jati hai.

Sitemap blog  ke liye bahut important Hoti Hai. Jab Koi visitors Google par search Karta Hai google Hamare post ko uske Samne rakhti Hai.

XML files kya hain ?

XML ekk mark up language Hai. Iska pura naam Extensible Markup Language hai. Ishq Ka Nirman self descriptive Roop Se Kiya jata hai.

XML HTML ki limitations ko pura Karti Hai. XML data ko Store or organize karne ke liye use kiya Jataa Hai.

Website ko maintain karne ke liye XML ko use Kiya jata hai. Iskaa istemal data ko Sanchit karne aur ekk Sthan see du dusre Sthan par lee jaane ke liye Kiya jataa hain.

HTML ka istemal data ko dekhne ke liye hoti hai. Jiska Sara Dhyan iss Baat par hota hai ki data Kis Tarah ka dikhega. HTML ke jariye hum apni website kisi vi prakaar ki nayi rup de sakte hai.

Blog / Website Ke Liye Sitemap Kaise Create Kare ?

1 - Google par search kare xml-sitemaps.com or yaha par Click Kare..

2 - XML ki page open ho jane ke baad apko blog ki address enter karke Start ke upar click kare.

Create Xmal file

3 - App chahe tao iss mai changes kar sakte hai. More Option ke upar click kare pages "change fequency" attribute ko apni anusar change kare ya always select kare.

4 - Start ke upar click kare apki xml file start hona suru ho jayega. App maximum 500 Page tak free mai xml file create kar sakte hai.

5 - App chahe tao Pro-xml file vi create kar sakte hai. Iss ke liye apko charge denaa padegaa. Pro-xml file pe extra feture hoti hai.

6 - App xml site par apki account signup karke login hojaye. taki app naye post publish karne ke kuchh din ke baad app yaha par xml file ko update kar sakte hai.

7 - Apki xml file kuchi minute mai create ho jane ke baad app xml file download kar sakte hai.

8 - Apki website ki xml file google par search karke dekh sakte hai.

Example - www.hindibhasa.in/sitemap.xml


Google Search Console Par Sitemap Kese Add Kare ?

Google search console open kare and apki sitemap add kare.

1 - Open google search console Here.

2 - Open and apki website select kare.

3 - Crawl option ke upar click kare and sitemap ke upar click kare.

Add/submit sitemap google search consol


4 - ADD/TEST SITEMAP ke upar click kare and sitemap.xml likh kar submit kare. App chahe tao test kar ke dekh sakte hai & submit kar sakte hai.

5 - Next pagr pe  item submitted and refresh page ke upar click kare. Apki sitemap processing par rahegaa.
Dhire dhire sari post google par index ho jayegaa.
Sucess submit sitemap google search console


Aur apki website google par ranking honaa suru ho jayega and visiters increase hogi.


yeah post aapko kaisa laga. kya aapko helpful Raha. aap hame comment Karke Jarur Bataye.

2 Comments