Blog ( URL) Ko Google Search Engine Me Kaise Submit Karre? Apne Blog Search Engine Mein kaise Submit Kare ? ~ Digital Day

Blog ( URL) Ko Google Search Engine Me Kaise Submit Karre? Apne Blog Search Engine Mein kaise Submit Kare ?


Blog pe achhi post likhne ke baad vi hame traffic nehi mil pati hai. Blog ko google search engine pe add karni hoti hai.Ajj ke samye mai google par har din Arbo words search ho rahi hai.

Aur google world ki sabse popular search engine mai se ekk hai. Hame apni blog ko SEO(search engine optimazition) karni padti hai. Tabhi hamare blog pe achhi traffic mil pati hai.

Blog ko Google search engine, Yahoo & Bing search engine se submit karni padti hai.Uske sath hame apni blog ki XML sitemap bana kar google search console pe submit karni hoti hai.

Phele apki blog ki site map create kar lijiye. Sitemap create karne se hamari sari post HTML ke jariye ekk list ho kar reheti hai. Aur google asani se search engine se index hoti hai.

Blog ki post releted topic visiters search karne se Google hamari post ko unki samane rakhti hai. Aur blog ki traffic increase hoti hai.

GSC(Google Search Console) pe website ko kese submit kare :

Google search console se blog ko submit karne ke liye apko google pe google search console/google webmaster tools search karni hogi.

Blogger ki setting pe search consol direct link mil jati hai.

Direct google webmaster tools open karne ke liye yaha click kare Click here .

1 - Google search console open karne ke baad apki gmail id se login ho jaye.

2 - Apko home page par add a property ki option hoga uss par click kare.

Search sonsole add a property

3 - Apki blog ki address enter kare and add kare.
Search console submit website

3 - Abb apko apni blog ke ownership verify karni hogi. Matlab app apni blog ki address enter kar rahe hai ya kisi aur kaa kar rahe hai confirm karne ke liye.


Ownership verify kese kare ?

Apko blog ki ownership verify karni hogi. Apki website ke upar click kare and verification details ke upar click kare.

Site ownership verification

Ab apko different verification methods ke upare click kare. Ownership verify karne ke liye apko 5 option milte hai. kisi vi ekk option ke jariye blog ki ownership verify kar sakte hai.

Domain name provider

HTML tag

Agr apki blog address blogspot.com hai apke liye asan tarika hai HTML tag.

* HTML tag ke upar click kare aur uss code ko copy kare.


HTML tag


* Blogger open kar lijiye and them option select kare.
* Them option pe Edit HTML ke upar click kare. Apke samne html edit karne ke liye page open hoga.
* App head find kare. <head> tag 4/5 no par hoga. Iske niche ekk enter kare and uss code ko peast karke save karde.

Blogger <head> tag



* Search consele page pe akar verify option par click kare. Apki owner ship verify ho jayega.


Domain Name Provider

Agar app custom domain laga chuke hai jese ki .com, .in, .net   apke liye domain name provider option owner ship verify karne ke liye aur ekk asan tarikaa hai.

* App jaha par apki domain buy kie thhe uski site ko select kare like godaddy.
 * Add a text record ke upar click kare.

* Apko ekk code milegi copy kare.
Godday site open kare and apki id se login ho jay.

Godaddy domain ownership verification code


* My profile ke upar click kare and manage domains ke upar click kare.
* Apke samne apki domain ajayegi. Domain ke upar dubara click kare. Next page pe apko DNS setting ke upar click karni hai.
* DNS setting open hone ke baad apko records ke upar click kare. Records pe copy hu code add karni hain.

* Type TXT select kare.
* Host par @ likhe.
* Points to par copy hi code peast kare
* TTL ko 1 hour hi rehene de and save kare.


Add domin verification code godaddy web


* Wapas search console pe akar verify kare. Sucess apki ownership verify ho jayegi.


Sucess ownership verification.


Apki blog google search engine pe submit ho jayegaa. Blog ki sitemap banakar search sonsole pe submite kare. Kuchi din mai apki website pe traffic ane lag jayegi.


yeah post aapko kaisa laga kya aapko helpful Raha, Aap hame comment Karke Jarur Bataye.

4 Comments

  1. Mera blog google mein search nai ho rha.
    Pls help me 🙏🏻

    ReplyDelete
  2. Mera blog google mein search nai ho rha.
    Pls help me 🙏🏻

    ReplyDelete
  3. Mera blog google mein search nai ho rha.
    Pls help me 🙏🏻

    ReplyDelete
  4. Mera blog google mein search nai ho rha.
    Pls help me 🙏🏻

    ReplyDelete